Kiya hai instagram seo Aur kaise karte hai, iska sahi istemaal aaye jante hai, ham is article me apne sare sawalo ke jawab. 

 

Seo instagram ak process hai, jisko “Search engine optimization” kahte hai, jisme ham apne profile or Instagram account ko seo ke jarye behter karte hai. Jisse ham apne reels or post par jiyada likes, views, aur reach asani se la sakte hai. 

 

Seo- ka istemaal ham kisi bhi social media platform ko aur apne personal instagram account ko behtar banane ke liye Try kar sakte hai. 

 

Seo Instagram se ap apne brand ko permote kar sakte hai, kyon ki Instagram per monthly user aapke product ko kahreed ne or aap ke naye customer or followers banane me Instagram ke 1.2B user apka intezar kar rahe hai.

 

Aaj ham apne is article me instagram seo ko kaise acha kya ja sakta hai, aur jiyada se jyada logo tak kaise pahucha ja sakta hai, is par charcha karenge.

 

Instagram seo karna kyo Zaruri hai? 

 

Jaisa ke hamne aapko bataya ke seo ak process hai jisme aap apne social media page or reels ko us platform ke anusar banate hai, jaisa us platform ki requirement hai. Jisse apko reach dialane or instagram likes badhane me madad hoti hai.

 

Seo instagram bahut jaruri hai, instagram par lakho account daily create hote hai, lakin unke seo ka ratio: 10% se bhi kam hota hai. Jisse aap ke reels par likes or post ko jyada followers tak nahi pahuchaya jata.

 

Bahut se logo ki pareshani hoti hai, ham ne IG reels or post to accha banaya tha, lakin hamare followers or likes, views nahi badh rahe. Aisa is liye hota hai, kyon ki aapne apne instagram seo par dhiyan nahi diaya. 

 

Instagram Seo Tips & Tricks Apne Account Ki Reach On Kare?

 

Username-Research:- 

 

Instagram par jab aap apna account banate hai to do reason hote hai, ya to aap apna brand ya product promote karna chahte hai. ya ek infulancer ka khawab rakhte hai. Lakin dono ke liye ek baat common hai, instagram username agar aap ka name he sahi nahi hoga to log aapko yaad ya search kaise karenge. 

 

Isliye aise name ko apna username banaye jo log asani se yaad aur aapke brand ko darshata hai jisko seo keywords kahte hai.  jaise- agar aapka ak brand ha or aapka nam hina hai to aap Hina-hairoil oilhair-hina jaise keywords ka istemaal kar sakte hai. 

 

Instagram username Tool check for free online:- 

 

  • Namechk
  • KnowEm
  • Instant Username Search
  • Check Usernames

 

Yaha se aap apne seo instagram ke related username find kar sakte hai.

 

Bio me keywords ka use kare:- 

 

Instagram Bio aapke followers ko apne aur atract karne aur apne brand ya product ke keywords ko put karne ki sahi jagah hai. 

Lakin Instagram aapko 150 words ko likhne ki anumati deta hai, jaha aap apne brand aur product ke keywords jaise-Fashion Enthusiast | Budget Shopping Tips | Mumbai wagerah keywords ko apne niche ke mutabik set kar sakte hai.

 

Content Strategy:- 

 

Social media par agar aap jyada likes, followers, views gain karna chahte hai. To aapko content strategy banani hogi, jisse aap ke followers aap se lagatar touch me bane rahe seo instagram ak long term game jaisa ho sakta hai. Agar aap sahi strategy se yha kam nhi karte.

 

Lagatar content banane ke liye un creators ke tarh soche jo 6 mahine ya saalo ka content plan kare baithe hai. Aisa karna he aapko instagram seo ko good rakhne me help karega. 

 

Instagram #hashtag optimization:-

 

Hashtag instagram seo ki backbone hai, jaise ham bina backbone ke khade nahi ho sakte aise he instagram hashtag ke bina hamara account grow nahi ho sakta. Isliye apne niche ke related hastag ka use apne reels or post par jarur kare. 

 

hashtag dhoondne ke liye aap apne competitor or un cretors ko follow kar sakte hai, jo aapke jaisa content banate hai. Or kuch tool jo aaki madad karte hai seo instagram tool ko find karne me-

 

  • All Hashtag
  • Hashtagify
  • RiteTag
  • Display Purposes
  • Seekmetrics
  • Inflact

 

Engagement Badhao Comments-DM:-

 

Aap social media par kam kar rahe ho ya Instagram par log aapse sawal karte hai, jisse aap apne followers ko engage kar sakte hai unke sawalo ke jawab de kar or seo Instagram ke algorithm aap ke in cheezo ka dhyan rakhta hai.

 

Isliye bade instagram cretors ko aap ne dekha hoga wo apne followers ko jawab dene jajuri samjhate hai, isse aap ko loyal followers tak pahuchne me help milti hai.

 

Highlight ko optimize kare:-  

 

Instagram highlight ak aisa tool hai jise aap apne piche kiye gaye kamo ko dikhane ke liye use kar sakte hai, agar aap kisi aise program ya aisi cheez ko achieve kar chuke hai, jisse aapke followers ko sikh mile jaise- 10K instagram followers 100K followers jaise moments ko highlight kar sakte hai.

 

Instagram followers badhaye:-

 

Seo instagram ko behter banane ke liye aap ko apne followers ko badhane par dhyan dena chahiye. Jitna aap apne content ko behtar banane me time lagate hai, usse kam time me aap instagram likes or followers badha sakte hai.

 

Iske liye aapko “Netsviral” Ki service Increase indian followers on instagram chun na chahiye. Followers aap ke account ki pehli pehchan hoti hai, jisse followers ka bharosa or trust aap par bana rahta hai. Jitna jyada followers honge aap ke post par likes aur reels par views ke chance utna he jyada hota hai.

 

conclusion

 

Umeed karte hai, instagram seo par likha gya ye article aap ke account ko optimize aur pehle behter banane me aap ki madad karega. Jisse aapke Instagram followers or likes ko pane aur aapke reels ko viral karne me help karega. Social media ke kisi bhi service ke liyeInstagram followers buy in Indian rupeesko na bhule.

0 Comments

Leave a reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

Log in with your credentials

Forgot your details?